Aakhiri Baar - Mohammed Irfan & Palak Muchhal Lyrics

Aakhiri Baar - Mohammed Irfan & Palak Muchhal Lyrics

Singer Mohammed Irfan & Palak Muchhal
Song Writer Siddhant Kaushal


Aakhiri Baar - Mohammed Irfan & Palak Muchhal Lyrics

Main aur tu kaafi the na thi koyi zaroorat
Dil bhi tera tere chehre jitna khoobsurat
Yehi soch ke main tujhmein poora kho gaya
Kya socha tha, kya se kya ho gaya

Main tujhko poochhun kya tha yeh
Tu kehti sab mazaak tha
Bandh gaya tha tujhse
Ab band ho gaya raasta
Hai tujhko mera vaasta
Jawab de sawal ka
Tere pyar ke jaal ka
Mere bure haal ka
Main abhi bhi yaad karke rota
Kitna kiya tha samjhauta
Jitna bada samjha humko
Utna ho gaya main chhota
Tujhe na kadar, tujhe na asar
Chhodi na toone koyi bhi kasar
Jaana chahata tujhse door
Phir bhi teri saari khabar
Par abhi na padta farak
Dil ki baat kehni thi
Ek aakhri baar teri bewafai sehni thi
Tere gulami se ho gaya hoon ab azaad
Dhayan se sunn le yeh baat ki



Post a Comment

0 Comments

close