Darr - 1000 Lyrics

Darr - 1000 Lyrics

Singer 1000


Darr - 1000 Lyrics

Dhadkan Dhad Ye Bharataa Hai Darr… Darr…….

Darr Se Darr Main Bekhabar
Me Bephikar Darr Jigar Main
Ho Rahaa Hu Me Besabar Me Ess Kadar Ke
Letaa Hun Me Kabar Me
Darr Ke Hi Bagal Me Padh Rahaa Hun
Kal Me Dikh Raha Hai Darr Mujhee
Shaitaan Ki Shakal Me
De Rahaa Dakhal Me Darr Me
Insaaniyat Ye Kal Hai Darr Me
Insaaniyat Ki Akal Me Darr Hai
Darr Ki Hi Nakal Kare Ye Darr
Khud Se Darr Ye Khud Puchate Darr Ye
Dukhade Dard Pe Rakh De To
Khudaki Jung Ye Milegi Mukti
Kabhi Ye Aa Milegi Mukti
Kabhi Ye Aa Milegi Mukti
Kabhi Ye Aa

Kuye Me Bahata Ye Darr
Darr……..

Darr Ekse Darr Hajaar Hai
Darr Ye Nafarat Ye Pyaar Se Darr
Hatiyaar Se Darr Vichaar Se
Sansaar Ke Darr Samaaj Darr
Kal Thaa Darr Ye Aaj Hai Darr
Ye Beete Pheer Bhi Aaj Hai Darr
Booth Se Darr Anaaj Ye Darr
Khwaab Ki Darr Awaaj Ki Darr
Khaamosh Me Darr Havaa Ki Darr
Darr Ye Pyaar Se Darr Darr Se Darr
Ye Sapna Darr Ye Khud Se Darr Ye
Khudse Bhuk Pe Darr Ye
Dukh Ki Ragape Rakhade To
Zukati Jab Ye Ban Gayi Hai Bhakti
Ab Ye Banegi Shakti Kabhi Ye Milegi Mukti
Kabhi Ye Sukti Lamiye Darr Se

Sapanaa Leke Nikalaa Ghar Se
Darr Ke Khaali Pan Ko Bhar De
Darr Ye Khaali Panne Bharade
Darr Ye Aankho Par Lagaa De Parde
Darr Ye Kano Me Bhar De Garade Darr Ye
Dhadake Dil Ye Darr Ke Darr Ke Phir Bhi Dhadake
Chalu Me Ginate Padade Darr Ke

Aankho Me Dikhataa Hai Darr
Darr……

Darr Ko Dhundo Har Najar Me
Darr Ke Ghoomu Dar Badar Me
Darr Badan Me Dar Ye Man Me
Darr Jahan Me Darr Jakham Me
Darr Dikhe Har Jakham Me
Darr Dikhe Ye Har Kadam Me
Darr Likhu Main Har Kalam Se
Har Kalam Se Kar Rahaa Hu Sar Kalam Me
Ab Darr Khatam
Darr Samaj Hai Darr Ye Bhook Darr
Anaaj Ka Darr Reet Darr Rivaaj Ka Darr
Kal Tha Darr Ye Aaj Ka Darr
Ye Manjil Darr Ye Rastaa Darr Ka Hi Talaash Thaa
Darr Sahu Me Ab
Darr Sakoon Me
Darr Tharu Me Darr Lahu Me
Darr Sahu Me Darr Rahu Main Ab
Darr Ke Darr Pe Ghar Banave Ke
Sar Uthake Par Failake Udd Rahaa Hu
Tutaa Thaa Ab Jood Rahaa Hu
Darr… Darr……



Post a Comment

0 Comments

close