Mera Intezaar Karna - Armaan Malik Lyrics

Mera Intezaar Karna - Armaan Malik Lyrics

Singer Armaan Malik

Phir chandni raatein woh aayengi

Phir se milenge hum sanam
Phir roshni khidki se aayegi
Phir hum pe hoga kuchh karam

Phir vaadon se hoke
Inn khwaabon ko bo ke
Yeh rishta nibhayenge hum

Phir barsega sawan
Mehkega woh aangan
Ke aayega mohabbat ka mausam

Subah ko jaga ke
Tu khud ko saja ke
Mera hi deedar karna

Mera intezaar karna
Mera intezaar karna
Zara aitbaar karna
Mera intezaar karna

Mera intezaar karna
Mera intezaar karna
Zara aitbaar karna
Mera intezaar karna


Post a Comment

0 Comments

close