Singer | Gajendra Verma |
Tere Nashe Mein Choor - Gajendra Verma Lyrics
Ek mujhko to teri talab si hai
Aur iss mausam mein aag lagayi
Tujhe chhoone ki zid bhi ghazab si hai
Mere dil mein kyun mache tabahi
Bhula ke tu gham ko apne
Ab to hosh khone do
Roko na khud ko
Jo bhi hota hai aaj hone do
Tere hothon ko choo ke main
Tere nashe mein hoon choor choor
Tere nashe mein hoon choor choor
Yeh kaisa asar hai tera mujh pe
Koyi jaadu hai samjhun na ho
Tu jitna bhi kareeb aati hai
Utna mushkil hai na chhoona
Is lamhe mein jo mange de dunga
Waise jaan maine tujhpe lutayi hai
Dil naazuk sa hai mera jaane jaan
Bas tu karna na laparwahi
Bhula ke tu gham ko apne
Ab to hosh khone do
Roko na khud ko
Jo bhi hota hai aaj hone do
Tere hothon ko choo ke main
Tere nashe mein hoon choor choor
Tere nashe mein hoon choor choor
Bhula ke tu gham ko apne
Ab to hosh khone do
Roko na khud ko
Jo bhi hota hai aaj hone do
Tere hothon ko choo ke main
Tere nashe mein hoon choor choor
Tere nashe mein hoon choor choor
0 Comments