Toot Jaayein Lyrics - Nishawn Bhullar Lyrics

Toot Jaayein Lyrics - Nishawn Bhullar Lyrics

Singer Nishawn Bhullar


Toot Jaayein Lyrics - Nishawn Bhullar Lyrics

Khawbon se Keh do nazar mein na aayein Waadon ki tarha tere ye bhi toot Jaayein Khawbon se Keh do nazar mein na aayein Waadon ki tarha tere ye bhi toot Jaayein Dard kab talak mera hoga humsafar, Jaata kyu nahi teri tarha chhod kar.. Yaadon se kehdo na yoon paas aaye, Waadon ki tarha tere ye bhi toot Jaayein Na na na na.... Na na na na... Toot-ta hai har ek dil Toot-na he dil ki manzil hai Saari dua saari wafa Iss saazish mein sab shaamil hain Toot-ta hai har ek dil Toot-na he dil ki manzil hai Saari dua saari wafa Is saazish mein sab shaamil hain Ghairon ki baahon mein milne lage ho, Ab toh ye bhi qubool mujhe, Bhool gaya jo tujhe ek pal mein, Tu bhi jaa ab bhool usee Teri gali ab naa Kabhi aauga main o yaara, Bas dil se keh do darmiyanna aaye Waadon ki tarha tere ye bhi toot Jaayein Khawbon se Keh do nazar mein na aayein, Waadon ki tarha tere ye bhi toot Jaayein !!

Post a Comment

0 Comments

close