Tujhme Kho Ke - Anushka Earan Lyrics

Tujhme Kho Ke - Anushka Earan Lyrics

Singer Anushka Earan


Tujhme Kho Ke - Anushka Earan Lyrics

Jab se honi lagi hai
Saubate tere dil ko

Ghum hui meri shaame
Raat din

Sabse chupke talaashu
Bas saku tere baaju

Bolti hai yeh ankhen
Bole bin

Kyun ishare kare,
Hai nazare mujhe

Meri muskaan mein
Dundhe saari tujhe

Zara zara tujhme kho ke
Laga khud ko hai paya

Main tujhme mili ya
Tu mujhme samaya

Zara zara tujhme kho ke
Laga khud ko hai paya

Main tujhme mili ya
Tu mujhme samaya

Bin tere kabhi
Yeh din jo doob jate hai

Kahin se raat late hai
Mujhe tujhse milate hai

Addatein nayi
Hai ab yeh affatein nayi

Na milti raahatein kahin
Yeh kaisi chaahatein jagi

Ho gaya tujhse jo raabta
De gaya iss dil ko raasta

Zara zara tujhme kho ke
Laga khud ko hai paya

Main tujhme mili ya
Tu mujhme samaya

Zara zara tujhme kho ke
Laga khud ko hai paya

Main tujhme mili ya
Tu mujhme samaya



Post a Comment

0 Comments

close