Tujhsa Nahi Khwab Koyi Lyrics - KB Voice

Tujhsa Nahi Khwab Koyi Lyrics - KB Voice

Singer KB Voice
Music Deepak Agrawal
Song Writer Deepak Agrawal


Tujhsa Nahi Khwab Koyi Lyrics

Aankhen kehti aaj teri
Tujhsa nahi khwab koyi
Aankhe aisa raha na manzar
Jismein nahi aaj koyi

Aalam bhi aisa hua
Jo keh raha tu hai subah
Meri khushi ki har dagar
Par hai teri chahat sada
Mujhko teri badi zarurat
Mera nahi aaj koi
Mujhko teri badi zarurat
Mera nahi aaj koi

Tere lamhon ke hisse
The mere jazbon ke kisse
Ki meri khushiyan hain tujhse
Tu mera tu mera

Meri ummedon ka ghar
Tere sab saamon shehar
Meri kismat ki dagar
Raasta ho mera
Kaise kahoon or kis tara
Ho jaye tu haan bus mera
Tu bhi toh haan ye bolta
Hota agar meri jagah

Mujhko teri mili mohabbat
Mera nahin aur koi
Mujhko teri mili mohabbat
Mera nahin aur koi

Mere khwabon mein
Rehta tu hi toh bas
Kehta hai ye safar
Raasta tu mera

Tere sang saaton janam
Jeena chahe ye mann
Kehti hai dhadkan
Tu mera tu mera

Saaya tera aisa padha
Tu hi dikhe ab har jagah
Ab akhiri dam tak hua
Mujhpe abhi hak bus tera

Mujhko teri badi zarurat
Mera nahi aaj koi
Aankhen kehti aaj teri
Tujhsa nahi khwab koyi



Post a Comment

0 Comments

close